
Rafaqaton Mein Peshimaniyan To Hoti Hain
Ahmad Faraz Poetry
Rafaqaton Mein Peshimaniyan To Hoti Hain
Ke Doston Se Bhi Nadaniyan To Hoti Hain
Bas Is Sabab Se Ke Tujh Par Bahut Bharosa Tha
Gile Nahin Hon, Magar Heraniyan To Hoti Hain
Udaasion Ka Sabab Kiya Kehin Bajz Is Ke
Yeh Zindagi Hai, Pareshaniyan To Hoti Hain
Faraaz Bhol Chuka Hai Tera Firaq Ke Dukh
Ke Shaairo Mein Tan Asaanyan To Hoti Hain
Ahmad Faraz Poetry in Urdu
ﺭﻓﺎﻗﺘﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﭘﺸﯿﻤﺎﻧﯿﺎﮞ ﺗﻮ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ
ﮐﮧ ﺩﻭﺳﺘﻮﮞ ﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﻧﺎﺩﺍﻧﯿﺎﮞ ﺗﻮ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ
ﺑﺲ ﺍﺱ ﺳﺒﺐ ﺳﮯ ﮐﮧ ﺗﺠﮫ ﭘﺮ ﺑﮩﺖ ﺑﮭﺮﻭﺳﮧ ﺗﮭﺎ
ﮔِﻠﮯ ﻧﮧ ﮨﻮﮞ ﺑﮭﯽ ﺗﻮ ﺣﯿﺮﺍﻧﯿﺎﮞ ﺗﻮ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ
ﺍُﺩﺍﺳﯿﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﺒﺐ ﮐﯿﺎ ﮐﮩﯿﮟ بجز ﺍﺱ ﮐﮯ
ﯾﮧ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﮨﮯ , ﭘﺮﯾﺸﺎﻧﯿﺎﮞ ﺗﻮ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ
ﻓﺮﺍز ﺑﮭﻮﻝ چکا ﮨﮯ ﺗﺮﮮ ﻓﺮﺍﻕ ﮐﮯ دکھ
ﮐﮧ ﺷﺎﻋﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺗَﻦ ﺁﺳﺎﻧﯿﺎﮞ ﺗﻮ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ
Aisa Nahin Duaon Mein Manga Nahin Tujhe
Ab Kya Sochein Kya Hona Hai Jo Hoga Acha Hoga
Jo Ho Saka Na Mera Us Ko Bhool Jaoon Main