Allama IqbalZarb-e-Kaleem

Musalman Ka Zawal – Allama Iqbal Poetry (Zarb-e-Kaleem)

Musalman Ka Zawal

(Zarb-e-Kaleem) Allama Iqbal Poetry

Agarcha Zar Bhi Jahan Mein Hai Qazi-Ul-Hajat
Jo Faqar Se Hai Mayassar, Toungari Se Nahin

اگرچہ زر بھي جہاں ميں ہے قاضي الحاجات
جو فقر سے ہے ميسر، تو نگري سے نہيں

Agar Jawan Hon Meri Qoum Ke Jasoor-o-Ghayyoor
Qalandari Meri Kuch Kam Sikandari Se Nahin

اگر جواں ہوں مري قوم کے جسور و غيور
قلندري مري کچھ کم سکندري سے نہيں

Sabab Kuch Aur Hai, Tu Jis Ko Khud Samajhta Hai
Zawal Banda-e-Momin Ka Be-Zarri Se Nahi

سبب کچھ اور ہے، تو جس کو خود سمجھتا ہے
زوال بندہ مومن کا بے زري سے نہيں

Agar Jahan Mein Jouhar Aashkara Huwa
Qalandari Se Huwa Hai, Toungari Se Nahin

اگر جہاں ميں مرا جوہر آشکار ہوا
قلندري سے ہوا ہے، تو نگري سے نہيں

 

Read More:

Utho Meri Dunya Ke Ghareebo Ko Jaga Do – Allama Iqbal Poetry
Hamdardi – Tehni Pay Kisi Shajer Ki Tanha – Allama Iqbal Poetry
Kabhi Ae Naujawan Muslim Tadabbur Bhi Kiya Tu Ne
Ye Peyam De Gyi Hai Mujhe Bad-e-Subahgahi – Bal-e-Jibril

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *