Mehdi Hassan

Tanha Thi Aur Hamesha Se Tanha Hai Zindagi (Lyrics)

Tanha Thi Aur Hamesha Se Tanha Hai Zindagi

Mehdi Hassan Lyrics

 

Tanha Thi Aur Hamesha Se Tanha Hai Zindagi
Hai Zindagi Ka Naam Magar Kya Hai Zindagi
Tanha Thi Aur Hamesha Se Tanha Hai Zindagi

Har Shama Ke Naseeb Mein Dard Ka Dhuaan
Har Phool Ki Hansi Mein Chhupa Hai Gham-E-Khizaan
Sansaan Raaston Ka Tamasha Hai Zindagi
Tanha Thi Aur Hamesha…

Suraj Ko Aansuoñ Ke Samandar Mein Phenk Doon
Jo Mera Bas Chale To Sitaroñ Ko Noch Loon
Jhootay Hain Sab Chiragh, Andhera Hai Zindagi
Tanha Thi Aur Hamesha

Tanha Thi Aur Hamesha Se Tanha Hai Zindagi Lyrics in Urdu

تنہا تھی اور ہمیشہ سے تنہا ہے زندگی
ہے زندگی کا نام مگر کیا ہے زندگی
تنہا تھی اور ہمیشہ سے تنہا ہے زندگی

ہر شمع کے نصیب میں درد کا دھواں
ہر پھول کی ہنسی میں چھپا ہے غم خزاں
سنسان راستوں کا تماشا ہے زندگی
تنہا تھی اور ہمیشہ

سورج کو آنسوؤں کے سمندر میں پھینک دوں
جو میرا بس چلے تو ستاروں کو نوچ لوں
جھوٹے ہیں سب چراغ اندھیرا ہے زندگی
تنہا تھی اور ہمیشہ

 

Yeh Fakhar To Haasil Hai Buray Hain Ke Bhale Hain – Ada Jafarey
Yeh Jafa-e-Gham Ka Chaara, Woh Nijaat-e-Dil Ka Aalam – Faiz
Deti Nahin Ammaa Jo Zameen Aasman To Hai (Munir Niazi)
Mohabbatoun Mein Har Ek Lamha Wisaal Ho Ga Yeh Tay Hua Tha

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *